Calculators / Committee
Committee calculator
Committee ka poora hisaab.
Qist, members aur start month daalein. Pot, aap ki baari aur month-by-month schedule foran tayyar.
Committee ka hisaab Billu sambhal lega.

Apni committee ki detail
Jaise hi aap numbers badlein, hisaab khud update ho jayega.
PKR
log
#
Aap ka hisaab
Har baari ka potPKR 0
Aakhri baari—
Aap ki payout—
Aap total denge—
Aap total lenge—
Diya = liya. Committee mein jitna aap dete hain, utna hi wapas milta hai. Ye munafa nahi, bachat ka discipline hai: har mahine thoda rakhna, aur apni baari par ek saath poori raqam.
Month-by-month schedule
| Baari | Month | Payout |
|---|
Schedule copy ho gaya. Ab WhatsApp par khud paste kar ke bhej dein.
Kaam ki baatein
- Committee sirf un logon ke saath karein jin par aap ko poora bharosa ho.
- Baariyan shuru mein hi likh kar sab members ke saath share kar dein.
- Har mahine ki qist ki date fix karein, taake kisi ko yaad dilana na pare.
- Agar aap ko paison ki jaldi zaroorat hai, to pehli baariyon ki baat pehle kar lein.